jab bhi tarasta tha kisi se milne ko to dil dhadkta tha
jab bhi machalta tha kisi ke didar ko to dil dhadkta tha
magar uski na ne mujhe tadpa diya hai
or dadhakne wala dil ab thamne laga hai