aaj ek baar fir teri surat ka didar hua hai
isiliye ek baar fir dil ne tujhko yaad kiya hai
tu aai or teri aawaj sun kar dil bekarar hua hai
uljhi hui thi duniya meri isko naya aakar mila hai
naakaam meri tammannae thi lekin tere aane ke baad
dekho unko naya mukaam mila hai